Skip to main content

Posts

Showing posts with the label tha

Behti Hawa Sa Tha Woh Lyrics 3 Idiots

Behti hawa sa tha woh Udti patang sa tha woh Kahan gaya usse dhoondo Behti hawa sa tha woh Udti patang sa tha woh Kahan gaya usse dhoondo Hum ko to raahein thi chalati Woh khud apni raah banata Girta sambhalta masti mein chalta tha woh Hum ko kal ki fikar sataati Woh bus aaj ka jashn manata Har lamhe ko khul ke jeeta tha woh Kahan se aaya tha woh Choo ke humare dil ko Kahan gaya usse dhoondo Sulagti dhoop mein chaaon ke jaisa Raigistaan mein gaaon ke jaisa Mann ke ghav pe marham jaisa tha woh Hum sehme se rehte kooein mein Woh nadiya mein gotey lagata Ulti dhara cheer ke tairta tha woh Baadal awara tha woh Yaar humara tha woh Kahan gaya usse dhoondo Hum ko to raahein thi chalati Woh khud apni raah banata Girta sambhalta masti mein chalta tha woh Hum ko kal ki fikar sataati Woh bus aaj ka jashn manaata Har lamhe ko khul ke jeeta tha woh Kahan se aaya tha woh Choo ke humare dil ko Kahan gaya usse dhoondo

Basaya tha dil main chahat ki baat

    /"GhaZal"/ Basaya tha dil main chahat ki baat thi. wo bewafa nikly unki fitrat ki baat thi. Waday pe un ke aaj bhi jee rahy hain hum. Humain tha intzar aadat ki baat thi. Ruswa wo kar gaye humain sab ke samny. Hum kuch bhi na kar saky sharafat ki baat thi. Chaha hum ne paya kisi aur ne unhain. Wo mile na humain kismat ki baat thi. Humari daastan sun k sara jahan roya.      ( ay dost ) Sirf hum na roye himmat ki baat thi.....good morning ------------------ My Website:adilmugh.blogspot.com Contect no.+92304-7439716